Insaan ka Janam bhagwan dwara ek Bahut Sundar UPHAR hai. Kafi jamn lene ke bad Insaan ka Janam hota hai. Par is duniya me aane ke bad kabi na kabi pyar me jaruru pada hai . chahe wo shuruat Maa ke pyar se ho. Bahan k pyar se ho.. ya wife ke pyar ho... Pyar insaan ko Jinda rakhne k liye ya yun kahe Ek jism me jeene ka hosla dalne ke liye bahut important hai. Pyar me Insaan kuch b kar skta hai.
Phele to me yaha clear kar deti hu. ki pyar kafi tarah hota hai jesa mene bataya MAA - PAPA , BHAI-BAHEN , FRIEND, WIFE etc. But me Is blog par sirf ek love couple ya love Relationship
Agar Koi ladki Kisi ladke ko dekhkar hasti hai to Iska matlab Love se nhi nikala ja sakta hai. Kyu Insaan ka Hasna aur Rona Normal hota hai. Ye Sab us samay ki situation Par Depend karta hai.
Phele to me yaha clear kar deti hu. ki pyar kafi tarah hota hai jesa mene bataya MAA - PAPA , BHAI-BAHEN , FRIEND, WIFE etc. But me Is blog par sirf ek love couple ya love Relationship
{Boy friend and Girl friend) ke love ke bare share karna chahungi.
Jab kisi boy ko Kisi ladki ko dekhkar man me thodi feelings hoti hai. ya ladka ko dekh kar koi feeling hoti hai.. to YE pyar Nhi hota hai., Ho skta hai ki Kisi ki sundarta hai personality ko dekh kar apko accha laga ho.
Aur Pyar ek Khula darwaja hai Jisme Koi bhi Person Pyar me Include hona chahta hai. KYU ki Kisi ne Sahi Kaha hai LOVE IS LIFE
What is True Love:
Pyar ek ehsaas hota hai jo kisi ko Samne wale person ko shuruaat me samjhane ki Iccha hoti hai. Agar Hamara Pyar Hamse Dur bhi to Uske Pyar ka Ehsass Hamare Pass Hi hota hai. Bina kisi Profil Ya Lalach ke,Samne wala Person ke Expectation ko Samajhane ki Koshish karta hai,Agar Koi ladki Kisi ladke ko dekhkar hasti hai to Iska matlab Love se nhi nikala ja sakta hai. Kyu Insaan ka Hasna aur Rona Normal hota hai. Ye Sab us samay ki situation Par Depend karta hai.
Love ko true love me Convert karne k liye Dusre Partner Ki Respect aur Feeling ko Samajhna Jaruri hota hai. Aur Hamare Point of View ke according Samane wala Lover Humse Jyada Love karta hai.
Agar app Ye samjhoge ki Hum unse jyada unko Love karte hai to Ye Love nhi hokar ek COMPETITION Ban Jata hai. Pyar Bahut badi cheej hoti hai. Samne wale Par Vishwas Jamana padta hai. Aur Apke Pyar me Thodi si Bhi Takat hue to Wo Vishwas kabhi b nhi Tutega..!
Agar app Ye samjhoge ki Hum unse jyada unko Love karte hai to Ye Love nhi hokar ek COMPETITION Ban Jata hai. Pyar Bahut badi cheej hoti hai. Samne wale Par Vishwas Jamana padta hai. Aur Apke Pyar me Thodi si Bhi Takat hue to Wo Vishwas kabhi b nhi Tutega..!
Ye Mere personal view hai love par.....
&
I need your view for adding content in Blog..
&
I need your view for adding content in Blog..
So Please comment some Content ...
Thanks for reading
Thanks for reading
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletesahi frmaya aapne jindgi ka ek aisa anokha ahsas hai ye pyar ki mere pas kuch bhi sabd hi ni hai bu sbse anmol ma bap ka pyar hai
ReplyDeletevery good advised
ReplyDeletepyar ko kabhi bhi sabdo me explain nai kar sakte hai.
Deleteagar pyar ka janam moh ya lalsha se hota h to wo swarth ya mithya hota h aur agar pyar janam karrunha se hota h to wo true love kahlata h aur karrunha se janma pyar to parents ka hi ho sakta h kisi aur ka nahi jiwan ka adhar prem hi h per insan is prem ko kaise samjhta h ye us pe hi depend karta h subse anoka prem is sansar me ishwar ka hota h bhagwan jiska sub kuch chhin lete h use hi prem karte h jaise ki ek sacha sadhu jisne sub kuch tyag diya ishwar ke liye..
ReplyDeleteTrue Love Kbi Bi Khatm Ni Hota Hai ,,Ye Bat Samj Ni Ayi Mujae
ReplyDeleteSach me yar love is bliend
ReplyDeleteLove is blind
ReplyDeleteYA RIGHT.PYAR ME RESPECT MOST IMPORTANT.YA YE BOLU KI PYAR ME EK DUSERE KI RESPECT HONE SE PYAR AUR BAD JATA HA
ReplyDeleteYou are true. Such a true lines. But according to my piont of view love is only attraction towards opposite sex member.
ReplyDeleteNice
ReplyDelete